WAP Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

4idiots - Topics
Create Your Own App Store

* 4idiots > Topics


Subject: Tapori maza
Replies: 30 Views: 2254

jannat44 12.09.10 - 10:36pm
Bhailog yaha sirf tapori legvage me bat karne or injoy karne ka kya jyada shan pati nai samja kya *

sahil.90 15.09.10 - 07:13pm
apun ko sab se panga laene ka kya hi2.GIF

apun karan ke sar pe patthar maarne ko mangta

jIs jIs ko karan ke sar pe PATTHAR maarne ko mangta vo lIne banao tIcket lo_ lIne banao ticket lo

Apun ko to karan kar sar todna haI *

karan01 15.09.10 - 07:24pm
abe tereko apni jindagi se pyar nahi hai kya..... jara sa pyar kya dikhaya tereko tu to sarr pe hi patthar marne lag kya... ja beta, pehle milk aur horlicks kha ke body sody bana... abe ja na... *

jannat44 16.09.10 - 07:50am
Hahahaha sahil bhai tereko bacha samjta karan hahaha karan ko to sirf apun marega vo bhi pyar se kya shane thik kaha na *

karan01 16.09.10 - 10:50am
oye bidu log, jasti shan patti nai mangta kya, marna hai to yaha sine pe goli marr...ye hul kisko deta hai be... *

jannat44 16.09.10 - 02:05pm
Tereko goli marne ki kya jarurat hai tu pahle se tapkela hai chal hava ane de *

jannat44 16.09.10 - 04:46pm
Chal chal bahot dekhele hai tere jase tere jese 36 roz apun ke pau dabate hai samja kya jyada shanpati kiya na to kutto ki race me doadauga samjana tu *

tanishq0 21.09.10 - 05:52am
chote mamu. . . .InmNn9Wb13aQYOTaIqWR.gif *

top1don 21.09.10 - 07:30am
mr_bling3.GIF abe apun se bda tapori kon hai yaha ...... chalo panga krna mangta *

jannat44 21.09.10 - 12:51pm
Apun hai don no1 koi mach mach karne ch nai samja kya *

karan01 21.09.10 - 02:48pm
abe chal waha aane de..karan hai iss duniya ka sartaj...dont mess with karan, warna kaha gayab ho jaega, bhagwan ko v pata nahi chalega *

top1don 21.09.10 - 04:57pm
rocketlauncher.GIF oh apun don no 1 hai agar jayda chaliye to kat ke rekh dunga sumjha bachuwa ..... *

karan01 22.09.10 - 12:21pm
main kisi ko kaatata nai, cheer ke rakh deta hu, jitna dur rahega, safe rahega *

jannat44 23.09.10 - 11:08pm
Jaha se pakduga 5kg gosh nikaluga kya ek bar mene cemntmant kar di fir to me khud ki vi nai sunta *

karan01 24.09.10 - 05:43am
main cheer ke dil liver, kidney nikal lunga...ankhen nikal ke gotia khelunga, 5kg gosh v nai rehne dunga me *

top1don 25.09.10 - 02:08am
haha.GIF oh bhaut uchal raha hai tare chote-2 tukade karke apne logo ko khilyunga samjha *

top1don 25.09.10 - 02:12am
mr_bling3.GIF apun cemntmant nahi karta sidha tok dalta hai *

karan01 25.09.10 - 11:03am
abe hul kisko deta hai be, chal yaha marr, sine pe...karan kisi se nai darta...come on shoot me...hath q kanp raha hai *

jannat44 25.09.10 - 11:13pm
Oye shane name don rakhne se koi don nai banjata samja kya aj tak makhi mari nai muje thokega ja tapkele kisi bache ke sath ja ke chupa chupi khel *

top1don 26.09.10 - 02:15am
haha.GIF apun don aka don no1 hai apun makhi ko nahi marta ...haha *

top1don 26.09.10 - 02:21am
toddy2.GIF tum dono ko ek sath tokyunga or kidney,liver,heart nikal lunga or eyes nikal kar goti khelyunga *

jannat44 29.09.10 - 08:02am
Tere jese 36 don subha subha ake mere pe dabate hai samja abi tu bahot 6ota hai bacha ja kilone se khel *

karan01 29.09.10 - 11:23am
abe main kuchh din k liye bahar kya gaya, meri jagah lena chahta hai, karan aa gaya hai, ab fudakna band kar *

top1don 1.10.10 - 02:40am
haha.GIF karan chota don hehe.GIF karan chal mara ryt hand ban dhone ke kam ayagaikick.GIF nunu.GIF hit.GIF karan aka chota don *

sahil.90 21.10.10 - 04:12am
no2.GIF mujhe nai banna don.von police pakd laeti hai *

lahana 15.02.11 - 07:31am
ye yaha pe kargil ka maidan q banaela hai bhidu log? aisa lagta hai ki sabke bheje me chemical locha ho gaya hai.. *

lahana 15.02.11 - 07:37am
khali pili apna time khota kar rele hain. *

karan01 12.07.11 - 05:32am
oye shaani, is lafde se dur rehne ka kya..ye aapun logo ka aapas ka mamla hai..ladies nt allowd *

anuj_90 25.08.11 - 06:37pm
search2.GIF ,,Kithe Gye saare Gunde badmaash apun Ko dar Lag rela hai Is Bhoot Bangle Mai *

karan01 26.08.11 - 03:13am
main hu na gundo ka sardar..mere rehte tu q dar raha hai..tu to mera kamina but sweet bhai hai *

sambll9 4.12.14 - 02:15pm
Abe bhai logo, apun naya ghusela hai. Apun se panga nai leneka. Nai to idar ich gaad dega. kiya ? Bohut dangerous hai *


* Reply
* 4idiots Forum


Search:
topics replies


* 4idiots

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Custom Search


Create Your Own App Store